MAIN DHOONDNE KO ZAMAANE MEIN SONG LYRICS – Arijit Singh / Heartless / Adhyayan Suman, Ariana Ayam

Song Name : Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Singer Name : Arijit Singh
Year Release : 7 February 2014
Music Director : Gaurav Dagaonkar
Starring : Adhyayan Suman,Ariana Ayam,Deepti Naval,Om Puri,Shekhar Suman, Madan Jain
Movie Name : Heartless 
Lyrics : Arafat Mehmood
Produced by : Sajid Rizvi, Alka Suman
Directed by : Shekhar Suman

MAIN DHOONDNE KO ZAMAANE MEIN SONG LYRICS

Aa ha.. aa.. ha..
Aa ha.. aa…
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla..

Aa.. Aa.. ha.. aa.. ha..
Aa.. ha.. aa…

Jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gayaa (Azaab: pain)
Main dhoondne ko uske dil me jo Khuda nikla
Main dhoondne ko uske dil me jo Khuda nikla
Pataa chala ke ghalat leke main pata nikla
Pataa chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla aa…

Aa ha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa…

Dhoondta tha ek pal me dil jise ye sau dafaa
Hai subah naraz us bin roothi shaame din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane mein jab wafa nikla aa..

aa… o… aa….
Woah….. hey aye ayee ye…